Kisi Ko Pane Ki Dua in Hindi or Urdu

kisi ko pane ki dua in hindi
5
(110)

Kisi Ko Pane Ki Dua in Hindi

Kisi Ko Pane Ki Dua Hindi

Agar aap kisi se sachhi mohobatt karte hain aur unhe pana chahte hain toh kisi ko pane ki dua in Hindi padhen. Mohobatt me baaz dafa aesa hota hai ki hum jin se mohobatt karte hain vo aashiq  humein chodd dete hain. Agar apki zindagi mein nhi aesi pareshani hai toh pyar ki dua in Hindi aur Urdu me zaroor padhe.

Is dua ko padhne se aap jisey chahte hain us ka mann mein mohobatt aur chahat bahut hi aasaani se jaga sakte hain. Jab hum kisi se beintehaa mohobatt karte hain toh hum chahate hain ki wo bhi hume betahasha chahey. Kisi ke pyar ko hasil karne ki dua in Urdu un sabhi aashiko ke liye mosassar ummeed hai jinhe kisi bhi haalat me apna pyaar vaapis chahiye. Ye dua aapke liye Allah ka bheja hua paigam hai aur iska zikr Quran me bhi hai. IS halaal dua ko aap paak mann se agar kisi ko chahte hain toh wo apko mil hi jata hai.

Related Post: Kisi Ko Apna Banane Ki Dua aur Wazifa

Kisi Ko Wapas Pane Ki Dua in Urdu

Kya aapka mashuq aapko kisi aur ke liye chodd ke chale gaye hain? Agar aapas me jhaghda honey ki wajah se aap dono me takrar aa gai hai to aap apne pyar ke liye dua in Hindi me padh sakte hain. Is dua ki vajah se aapke aashiq ko apki mohobatt ki aehmiyat samjh aa jaegi.

Kya Aapas mein duriyan aa jane ke kaaran jo bhi kahmiyaza hua hai? Apke rishte mein wo bhi kisi ko wapas pane ki dua in Urdu sahi karti hai. Is dua se na hi sirf khoya hua pyar laut ke aa sakta hai balki rishtey mein aayi saari pareshaaniya door ho jaati hai .

Apne pyar ke liye dua in Urdu padhne ke liye ye kare:

Kisi Ko Pane Ki Dua

  1. Taza wuzu kare uar isha ki namaz adaa kare.
  2. Ab Durood e paak ko teen dafa padhe aur uske baad neeche likhi dua padhein.
  3. Ab “Allahummaa Jaallnee Mehboobinnfee milteebee haqqiyaa Buduhoo yaaBuddoohhoo” 17 baar padhe aur apne mehboob ka tassavur mann mein banae aur soche ki wo aapke pas wapas aa gae hain.
  4. Aakhir mein Allah se us shaks ko pane ke liye dua kare aur kuch meetha khae.

Kisi ke liye pyar ki dua aapko 40 din tak karni hai. Nek paak mann se dua padhen aur paanch namaz adaa karne ki pabandi kare. Inshallah aapko zaroor aapki koi hui mohobatt wapas mil jaaegi. Yaad rakhen ki apko ye dua karte wakt jisey aap pana chahte hain uska tassavur banae. Haram karne se bache aur maans na khae. Ho sake toh hajat mand logo ki zarrurat puri kare.

Kisi Ko Apna Banane Ke Liye Wazifa

Kisi ko apna banane ka wazifa bahut hi kaargar saabit hua hai un sabhi k lie jinhone iska istemaal kia hai. Agar aap nhi apne pyar ko waps paana chahte hain toh kisi ko apna deewana banane ki dua padhen. Agar aapka shohar/biwi  aapse door chale gae hain aur aap waaps unhe paana chahte hain, yoh ye dua aapki bahut madad karegi. 

“Man Kaana Muhammadeen Abaa Ahad Mir Rejalikum Wala Kin Rasoolal Laahi Waa Khatiman Nabiiyinaa Bi Rahmatikaa Yaa Arhamarr Rahimeen”.

  • Ye kisi ko apna deewana banane ki dua ko aap 300 dafa, 12 din tak bina nagah k padhye.
  • Is dua ko padhne ke dauraan aap Allah se apka pyaar wapas karne ki dua karen.
  • Inshallah, bahut jaldi hi aapko aapka pyar wapas  milega.

Kisi Ko Pane Ki Dua in Urdu

Kisi Ko Apna Banane Ka Wazifa

Kisi ko apna banane ka wazifa padhne k lie aap ye Karen:

  1. Sabse pehle aap apne mooh haath dho le.
  2. Fir aap Durood e Paak ko teen dafa padhen.
  3. Ab Ayat-ul –Kursi, 21 martaba padhen aur Allah Taala se aapka pyaar wapas karne ki dua Karen.

Is dua ko aap 20 din tak lagaatar sachee mann se Karein. Allah se dua kare ki aapka mehboob aapko wapas mil jaae aur is baar koi aap dono ko juda na kar paae.Inshallah! Aapko bahut jaldi hi dua kubool hogi.

Agar aapko koi salaah mashawara karna hai toh aap humare molvi ji se ek baar zarur baat Karen. Hum apne customers ki pehchan raazdaar rakhte hain toh aap bejijhak humey call kar sakte hain.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 5 / 5. Vote count: 110

No votes so far! Be the first to rate this post.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *