Salatul Hajat Ki Dua For Marriage

Namaz E Hajat Ki Dua
3
(2)

Hajat Ki Dua For Marriage

Har insaan ke dil mein koi na koi hajat hoti hai. Aur badalte waqt ke sath sath humari hajatein bhi badalti jati hai. Aaj hume naukri chahiye, toh kal humko shadi ki hajat hoti hai. Alag aag waqt pe humari hajatein alag alag hoti hai. Agar aap ke dil mein koi hajat hai aur aap chahte hai ki wo jald se jald poori ho jaye toh aap hajat ki dua Allah Miyan se kare aur Insha Allah, aapki sari hajatein jald se jald poori ho jayengi.

Hajat Ki Dua

Agar aap apne liye karobar mein barkat chahte hai ya phir apne liye ek kamyab zindagi ki khwahish rakhte hai ya phir aap ko apni naukri mein tarakki chahiye toh aap salatul hajat ki dua mange. Insha Allah, aapki dua jald se jald kubool hogi aur aapki wo khwahish zaroor poori hogi. Kayi martaba hum dua toh mangte hai, lekin kahi na kahi koi kami reh jati hai, jiski wajah se humari dua poori nahi hoti. Agar aap bhi kisi cheez ke liye bahot dino se dua kar rahe hai lekin wo aapko nahi hasil ho rahi hai toh aap salatul hajat ki dua kare.

Dua-E-Hazat Ka sahi tareeka:
Is amal ke ek zikr ko 1000 martaba padhna hai,Agar aap aisa karte hain to apki dua jarur poori ho Jaegi.
Shaniwar Ke Din : Ya Hayyo Ya Qayyum 1000 martaba!
Itwar Ke Din: Iyyaka naadabdo wa iyyaka naistan 1000 martaba!
Peer Ke Din: Subhan Allahe Walhamdo Lillahe 1000 martaba!
Mangal Ke Din: Ya Allaho Ya Rehmano 1000 martba!
Budh Ke Din: Hasbi Allaho Wa Nehmal Vakil 1000 Martaba!
Jumrat Ke Din: Ya Gafro Ya Raheem 1000 martaba!
Jumme Ke Din: ya jaljalale Wal Ikram 1000 Martaba!

Namaz E Hajat Ki Dua

Insha Allah, aapki hajat chand roz mein hi poori ho jayegi. Namaz aapki har takleef ka hal hai. Aur jab aap namaz e hajat ki dua karte hai toh apki dua seedhe Allah Miyan tak jati hai. Isliye aap hajat ki dua namaz ke sath mange aur Insha Allah, aapki har dili arzoo zaroor kubool hogi. Lekin namaz e hajat ki dua ki ek shart hai. Wo shart ye hai ki aapko sirf aur sirf ye dua jayaz aur halal hajat ke liye karni chahiye. Agar aap isko kisi haram kaam ke liye karenge toh ye ulta asar karegi.

Salatul Hajat Ki Dua

Aap salatul hajat ki dua ka tarika jaan ne ke liye humare molvi sahab se rabta kare. Wo Insha Allah, isme aapki poori madad karenge. Agar aapki jald se jald shadi karne ki hajat hai, ya phir mulk chor kar jaane ki hajat hai ya phir daulatmand hone ki hajat hai toh aapki sari hajatein hajat ki dua se kubool ho jayengi. Aap Allah Miyan ke samne badi aa’jzi aur minnat se dua kare, aur wo Rabbul Alimeen aapki dua zaroor sunega. Aapko aapki har khwahish poori hoti nazar ayegi.

Salatul Hajat Ki Dua

Hajat ki dua niche di gayi hai:

Aap Juma ki namaz ke baad hajat ki dua 100 martaba ko zaroor parhe aur jo bhi aapki hajat ho usko bade hi saaf dil se aur neik niyat se Allah Talah se mange, Insha Allah, is salatul hajat ki dua se aapki hajat ki dua zaroor kubool hogi.

Ya Allaho Ya Ahado Ya Wahidu Ya Maujudo Ya Jawwado Ya Basitu Ya Kareemo Ya Wahhabo Ya Zat Tauli Ya Ganiyu Ya Mugniyu Ya Fattaho Ya Gaffaro Ya Raheemo

Is salatul hajat ki dua ko Jume ki namaz ke baad har namaz mein 51 martaba tab tak parhe, jab tak apki hajat poori nahi ho jati. Insha Allah, thode hi waqt mein aapka namumkin se namumkin kaam bina kisi takleef aur pareshani ke ban jayega.

Hajat For Marriage

Shadi karne ki iccha apko pareshan kar rahi to apko Salatul hajat for mlarriage padhni chahiye. Kisi khaas maksad se padhi gai salatul hazat ki dua apki har dua ko poora kardeti hai. Salatul hajat for marriage apke shadi ke sapne ko poora kardegi aur apka nikah jald hi kisi acche partner se ho jaega. Par yaad rahe salatul hajat for marriage or salatul hajat ki dua padhne ka tareeka ekdum alag hota hai. Salatul hajat for marriage padhte waqt apka dhyan sirf aur sirf apni dua par hone chahiye.

Somwar ko subh ki namaz ke baad apko 4 rakah padhni hai apni shadi ki iccha ko man mein rakhte hue.Salat ul Haajat for Marriage ko padhne ka tareeka kuch is tarah hai-
1st Rakah= Surah Fatiha aur uske baad Surah Ikhlas 10 Baar
2nd Rakah= Surah Fatiha aur uske baad Surah Ikhlas 20 Baar
3rd Rakah= Surah Fatiha aur uske baad Surah Ikhlas 30 Baar
4th Rakah= Surah Fatiha aur uske baad Surah Ikhlas 40 Baar
salam kehne ke baad apko kisi se baat nahin karni hai aur poore man se neeche di gai dua ko padhna hai:

  • Sabse Pehle, Surah Ikhlas 75 Baar,
  • Iske baad, Istaghfar(Allahum Aig-fr-li ) 75 Baar.
  • Aakhir mein, Darood Shareef 75 Baar

Is dua ko Jume ki namaz ke baad har namaz mein tab tak parhe, jab tak apki hajat mukammal nahi ho jati. Insha Allah, kuch hi waqt mein aapka shadi ka sapna bina kisi takleef aur pareshani ke poora ho jaega. Agar aisa nahin hota hai to aap hamare molvi ji se rabta karke apna appointment le sakte hain.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 3 / 5. Vote count: 2

No votes so far! Be the first to rate this post.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *